ye galiyaa.N ye chaubaaraa yahaa.N aanaa na dobaaraa


Song Title: ye galiyaa.N ye chaubaaraa yahaa.N aanaa na dobaaraa
Movie Name: Prem Rog
Actor(s)/Actress(es): Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Tanuja
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music Director(s): Laxmikant, Pyarelal
Lyricist(s): Santosh Anand
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go back to Index
%
% Contributor: David Windsor 
% Transliterator: David Windsor 
% Editor: Rajiv Shridhar 
% Date: 10/26/1996
%
%
ye galiyaa.N ye chaubaaraa yahaa.N aanaa na dobaaraa
ab ham to bhae paradesii ke teraa yahaa.N koii nahii.n
le jaa ra.Ng-bira.ngii yaade.n ha.Nsane rone kii buniyaade.n
mere haatho.n me.n bharii-bharii chuu.Diyaa.N
mujhe bhaa ga_ii harii harii chuu.Diyaa.N
dekh milatii hai.n teri-merii chuu.Diyaa.N
tuune piisii vah meha.Ndii ra.Ng laii
morii gorii (???) havelii rach aaii
terii aa.Nkh kyo.n laaDo bhar aaii
tere baar (???) bhii bajegii shahanaaii
saavan me.n baadal se kahanaa parades me.n terii bahanaa
aa maa.N (???) milane (???) chale ham pardesh
tere aa.Ngan me.n apanaa bachapan chho.D chale
kal bhii suuraj nikalegaa kal bhii pa.nchhii gaae.nge
sab tujhako dikhaaii de.nge par ham na nazar aae.nge
aa.Nchal me.n sajaa lenaa ham ko
sapano.n me.n bulaa lenaa ham ko
dekh tuu na hame.n bhulaanaa maano duur hame.n hai jaanaa
merii alha.D sii anakhaliyaa.N (???) sadaa palako.n me.n basaanaa
jab bajane lage.n baaje gaaje lagane lage.n khaalii-khaalii
us din tuu samajhanaa merii Dolii uThii hai phuulo.n vaalii
tho.De din ye naate the kabhii ham ha.Nsate gaate the
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .