% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Udit Batra (ubatra@phoenix.Princeton.EDU) % Arati Deo (arati@taj.rice.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % dil kaa bha.nvar kare pukaar pyaar kaa raag suno, pyaar kaa raag suno re phuul tum gulaab kaa kyaa javaab aapakaa jo adaa vo bahaar hai aaj dil kii bekalii, aa gaI zabaan par baat ye hai tumase pyaar hai dil tumhii.n ko diyaa re pyaar kaa raag suno re ... dil kaa bha.nvar ... chaahe tum miTaanaa, par na tum giraanaa aa.Nsuu kii tarah nigaah se pyaar ki u.NchaaI ishq ki gaharaaI puuchh lo hamaarii aah se aasamaa.n chhuu liyaa re pyaar kaa raag suno re dil kaa bha.nvar ... is hasiin dar pe ham na baiThe haar ke saayaa ban ke saath ham chale aaj mere sa.ng to guu.nje dil kii aarazuu aa.Nkh se aa.Nkh jab mile jaane kyaa kar diyaa re pyaar kaa raag suno ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.