% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % A: chho.D do aa.nchal zamaanaa kyaa kahegaa chho.D do aa.nchal zamaanaa kyaa kahegaa k: (in adaao.n kaa zamaanaa bhii hai.n diivaanaa diivaanaa kyaa kahegaa ) - (2) A: chho.D do aa.nchal zamaanaa kyaa kahegaa A: mai.n chalii mai.n chalii ab khuub chhe.Do pyaar ke afasaane kuchh mausam hai.n diivaanaa kuchh tum bhii ho diivaane (2) k: zaraa sunanaa jaan-e-tamannaa (2) itanaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa A: chho.D do aa.nchal ... A: yuu.N na dekho jaag jaae pyaar kii a.nga.Daaii ye rastaa ye tanahaaI lo dil ne Thokar khaaii k: yahii din hai.n mastii ke sin hai.n (2) kisako ye hosh hai apanaa begaanaa kyaa kahegaa A: chho.D do aa.nchal ... A: ye bahaare.n ye phuvaare.n ye barasataa saavan thar thar kaa.Npe hai.n tan man merii bayyaa.N dhar lo saajan k: ajii aanaa dil me.n samaanaa (2) ek dil ek jaan hai.n ham tum zamaanaa kyaa kahegaa A: chho.D do aa.nchal ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.