% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aise to na dekho, ke hamako nashaa ho jae Kuubasuurat sii koI hamase Kataa ho jaae (2) aise to na dekho tum hame.n roko phir bhii ham naa ruke.n tum kaho kaafir phir bhii aise jhuke.n qadam-e-naaz pe ik sajadaa adaa ho jaaye aise to na dekho yuu.N na ho aa.Nkhe rahe.n kaajal ghole.n ba.Dh ke bekhudii ha.nsii.n gesuu khole.n khul ke phir zulfe.n siyaah kaalii balaa ho jaaye aise to na dekho ham to mastii me.n jaane kyaa kyaa kahe.n lab-e-naazuk se aisaa na ho tumhe.n beqaraarii kaa gilaa ham se sivaa ho jaaye aise to na dekho %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.