% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Ranganathan, Srikanth (gt9375a@prism.gatech.EDU) % Ravi Dronamraju (ravid@herky.cs.uiowa.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % kahii.n duur jab din Dhal jaae saa.Njh kii dulhan badan churaae chupake se aae mere Kayaalo.n ke aa.ngan me.n koi sapano.n ke diip jalaae, diip jalaae kahii.n duur ... kabhii yuu.Nhii.n, jab huii.n, bojhal saa.Nse.n bhar aaii baiThe baiThe, jab yuu.Nhii.n aa.Nkhe.n tabhii machala ke, pyaar se chhala ke chhue koii mujhe par nazar na aae, nazar na aae kahii.n duur ... kahii.n to ye, dil kabhii, mil nahii.n paate kahii.n se nikal aae, janmo.n ke naate ghanii thii ulajhan, bairii apanaa man apanaa hii hoke sahe dard paraae, dard paraae kahii.n duur ... dil jaane, mere saare, bhed ye gahare ho gae kaise mere, sapane sunahare ye mere sapane, yahii to hai.n apane mujhase judaa na ho.nge inake ye saaye, inake ye saaye kahii.n duur ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.