% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % maine tere liye hii saat ra.ng ke sapane chune sapane suriile sapane kuchh ha.Ns ke, kuchh Gam ke terii aa.Nkho.n ke saae churaae rasiilii yaado.n ne maine tere liye ... chhoTii baate.n chhoTii chhoTii baato.n kii hai yaade.n ba.Dii bhuule nahii.n biitii huI ek chhoTii gha.Dii janam janam se aa.Nkhe.n bichhaaI.n tere liye in raaho.n me.n maine tere liye ... bhole bhaale bhole bhaale dil ko bahalaate rahe tanhaaii me.n tere Kayaalo.n ko sajaate rahe kabhii kabhii to aavaaz dekar mujhako jagaayaa Kvaabo.n ne maine tere liye ... ruuThii raate.n ruuThii huI raato.n ko jagaayaa kabhii tere liye biitii subah ko bulaayaa kabhii tere binaa bhii tere liye hii diye jalaaye raato.n me.n maine tere liye ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.