% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % Lata koI iqaraar kare yaa koI inkaar kare hamase ek baar nigaahe.n to zaraa chaar kare % Rafi tum ha.nsii.n ho tumhe sab dil me.n jagah dete hai ham me.n kyaa baat hai aise jo koI pyaar kare % Lata mai.n tumhii.n se ye puuchhatii huu.N, mujhe tumase pyaar kyuu.N hai kabhii tum dagaa na doge, mujhe aitabaar kyuu.N hai mai.n tumhii se ye puuchhatii hU.N mujhe kyuu.N pukaaratii hai.n, ye javaa.N javaa.N fizaae.n mujhe mil gaI kahaa.n se, (ye ha.nsii.n ha.nsii.n adaae.n - 2) merii zi.ndagii pe chhaaii ye nayii bahaar kyuu.N hai kabhii tum dagaa na doge, mujhe aitabaar kyuu.N hai mai.n tumhii.n se ye puuchhatii huu.N ... jo kadam uThaa rahii.n huu.N, vo kadam bahak rahaa hai milii tumase kyaa nigaahe.n, (meraa dil dha.Dak rahaa hai - 2) mere dil pe haath rakh lo tumhe.n i.ntazaar kyuu.N hai kabhii tum dagaa na doge, mujhe aitabaar kyuu.N hai mai.n tumhii se ye puuchhatii huu.N ... tumhii.n saamane ho mere, mai.n jidhar nazar uThaauu.n tumhe.n bhuulanaa bhii chaahuu.n, (to kabhii na bhuul paauu.n - 2) mere dil pe haay itanaa tumhe iKtiyaar kyuu.N hai kabhii tum dagaa na doge, mujhe aitabaar kyuu.N hai mai.n tumhii.n se ye puuchhatii huu.N ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.