% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Editor: % % mai.n naa bhuuluu.Ngaa, mai.n naa bhuuluu.Ngii in rasmo.n ko in qasamo.n ko in rishte naato.n ko mai.n naa... chalo jag ko bhuule.n, khayaalo.n me.n jhuule.n bahaaro.n me.n Dole.n, sitaaro.n ko chhuule.n aa terii mai.n maa.Ng sa.nvaaruu.N tuu dulhan ban jaaye maa.Ng se jo dulhan kaa rishtaa mai.n naa bhuuluu.Ngii... samay kii dhaaraa me.n, umar bah jaanii hai jo gha.Dii jii le.nge, vahii rah jaanii hai mai.n ban jaauu.N saa.Ns aakhirii tuu jiivan ban jaaye jiivan se saa.Nso.n kaa rishtaa mai.n naa bhuuluu.Ngii... barasataa saavan ho, mahakataa aa.Ngan ho kabhii dil dUlhaa ho, kabhii dil dulhan ho gagan banakar jhuume.n, pavan banakar jhuume.n chalo ham raah mo.De.n, kabhii naa sa.ng chho.De.n taras chakh jaanaa hai, nazar chakh jaanaa hai kahii.n pe bas jaae.nge, ye din kaT jaae.nge are kyaa baat chalii, vo dekho raat Dhalii ye baate.n chalatii rahe.n, ye raate.n Dhalatii rahe.n mai.n man ko ma.ndir kar Daaluu.N tuu puujan ban jaaye ma.ndir se puujaa kaa rishtaa mai.n naa... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.