% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % pyaar par bas to nahii.n hai meraa, lekin phir bhii tuu bataa de ke tujhe pyaar karuu.N yaa naa karuu.N mere Kvaabo.n ke jharokho.n ko sajaane vaalii tere Kvaabo.n me.n kahii.n meraa guzar hai ke nahii.n puuchh kar apanii nigaaho.n se bataa de mujhako merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ke nahii.n pyaar par bas to nahii.n hai ... kahii.n aisaa na ho paao.n mere tharraa jaae.n aur terii maramarii baaho.n kaa sahaaraa na mile ashk bahate rahe khamosh siyaah raato.n me.n aur tere reshamii aa.nchal kaa kinaaraa na mile pyaar par bas to nahii.n hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.