% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ai mere dil kahii.n aur chal Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa Dhuu.NDh le ab koI ghar nayaa ai mere dil kahii.n aur chal chal jahaa.N gam ke maare na ho.n jhuuThii aashaa ke taare na ho.n jhuuThii aashaa ke taare na ho.n in bahaaro.n se kyaa faayadaa jis me.n dil kii kalii jal gaI zaKm phir se haraa ho gayaa ai mere dil kahii.n aur chal chaar aa.Nsuu koI ro diyaa pher ke mu.Nh koI chal diyaa pher ke mu.Nh koI chal diyaa luT rahaa thaa kisii kaa jahaa.N dekhatii rah gaI ye zamii.n chup rahaa beraham aasamaa.n ai mere dil kahii.n aur chal %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.