% % Contributor: SAMIUDDIN MOHAMMED (sm0e@Lehigh.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % rafii: mohabbat chuume jinake haath javAnI paao.n pa.De din raat sune phir, hai, sune phir hai vo kisakii baat aa, aa aa ek to sundar mukha.Daa unakaa usapar laakh adaae.n ham apane dil ko kahaa.n le jaae.n akele dUr kha.De lalachaae.n chaa.Nd sitaare e chaa.Nd sitaare, mast nazaare sab hai.n unhii.n ke sAth mohabbat chuume jinake haath shamashaad begam: mohabbat chuume jinake haath ... kisakii baat rafii: ruup nagar se aakar chandaa unakaa ruup churaae meraa man dekh dekh rah jaaye bhalaa ye baat mujhe kyo.n bhaaye naino.n me.n unakii aae naino.n me.n unake kaajal banake rahe suhaanii raat mohabbat chuume %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.