% % % Contributor: Biju Parameshwaran (paramesh@enuxsa.eas.asu.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke - 2 A: jaauu.n piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj-dhaj ke - 2 t: chalii kaunase desh gujariyA tuu saj-dhaj ke t: chhalake.n maat-pitaa kI a.Nkhiyaa.N rove tere bachapan kii sakhiyaa.n bhaiyaa kare pukaar ho bhaiyaa kare pukaar nA jaa ghar-aa.ngan taj ke A: jaauu.n piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke A: duur desh mere pii kii nazariyA vo unakii mai.n unakii sa.nvariyaa baa.ndhii lagan kii Dor ho baa.ndhii lagan kii Dor mai.nne sab soch-samajhake jaauu.n piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.