% % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Neha Desai % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % (ho, cheharaa hai yaa chaa.Nd khilaa hai zulf ghanerii shaam hai kyaa ) - 2 saagar jaisii aa.Nkho.n vaalii ye to bataa terA naam hai kyaa ... tU kyA jaane terI khaatir kitanaa hai betaab ye dil tU kyA jaane dekh rahaa hai kaise kaise khvaab ye dil dil kahataa hai ... tU hai yahaa.n to jaataa lamhaa tham jaaye vaqt kA dariyaa bahate bahate is ma.njar me.n jam jaaye tUne dIvaanaa dil ko banaayaa, is dil pe ilzaam hai kyA, saagar jaisii aa.Nkho.n vaalii, ye to bataa terA naam hai kyA cheharaa hai yaa ... ho, aaj mai.n tujhase dUr sahii aur tU mujhase anjaan sahii ... terA saath nahii.n paaU.n to gair terA aramaan sahii ... ye aramaan hai.n shor nahii.n ho khAmoshii ke mele ho.n is duniyA me.n koI nahii.n ho ham dono hii akele ho.n tere sapane dekh rahaa huu.N, aur meraa ab kaam hai kyA saagar jaisii aa.Nkho.n vaalii , ye to bataa terA naam hai kyA cheharaa hai yaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.