% % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@du.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa mere gulsitaa.N kaa sab kuchh, teraa sirf muskuraanaa ye khule khule se gesuu, uThe jaise badaliyaa.n sI, ye jhukii jhukI nigaahe.n, gire jaise bijaliyaa.n sI tere naachate kadam me.n hai bahaar kA khazaanaa hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa ... terA jhUmanaa machalanaa, jaise sar (?) badal badal ke merA dil dha.Dak rahaa hai, tU lachak sambhal sambhalake kahii.n ruk nA jaaye zaalim is mo.D par zamaanaa hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.