% % Contributor: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Transliterator: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Credits: Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.com) % Editor: % Comments: A song as fresh and innocent as morning dew. % % piital kii morii gaagarii, dila.Dii se mol ma.ngaaii re - 2 paao.n me.n ghu.ngharuu baa.ndh ke, ab paniyaa bharan ham jaaii re - 2 piital kii morii gaagarii paayaliyaa bole chhumak chhumak, badalii hai chaal, haay haay badalii hai chaal javaanii kii - 2 chundariyaa sarake idhar udhar, besarmii dekh, hoy hoy besarmii dekh diivaanI kii - 2 badanaamI hogii gaao.n me.n chundarii kahii.n jo tuune ga.Nvaaii re - 2 piital kii morii gaagarii ##tinkling laughter## sanasan sanasan jiyaa kare jab gagarii Duube paanii me.n - 2 apanaa mukha.Daa nayaa lage, ham jab jab, hoy ham jab jab dekhe.n paanii me.n - 2 gaalo.n pe laalii aa ga_ii, are kis ne ye aag laaii re - 2 piital kii morii gaagarii, dila.Dii se mol ma.ngaaii re paao.n me.n ghu.ngharuu baa.ndh ke, ab paniyaa bharan ham jaaii re piital kii morii gaagarii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.