% % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % kyaa mil gayaa bhagavaan tumhe.n dil ko dukhaake aramAno.n kI nagarI me.n merI aag lagaake kyA mil gayaa ... ham soch rahe the kabhI dil dil se mile.nge jIvan me.n mohabbat ke kabhI phuul khile.nge ye kyaa thI khabar tum ko nA aaegii dayA bhI rakh doge kisii din merI duniyaa ko miTaake aramAno.n kii nagarii ... aakaash hii dushman nahii.n, dushman hai zamii.n bhI dukh ke maare to nahii.n, chain kahii.n bhI is jiine se ab maut hii aajaaye to achchhaa jab chhUT gayaa haath unakaa mere hAtho.n me.n aake aramAno.n kii nagarii ... maaluum nA thA khaaq me.n mil jaaye.nge ek dil khud apanii hii ham aag me.n jal jaae.nge ek dil tumase to ye ummiid nA thI jal ke khevayyaa naiyyaa ko Dubo doge kinaare pe laake aramAno.n kii nagarii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.