% % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % chhoTI sI ye duniyA, pahachaane raste.n hai.n tum kabhI to miloge, kahii.n to miloge to puuchhe.nge haal chhoTii sI ... ham to ye samajhe.nge hamane ek patthar ko puujaa lekin tumako apane jaisA nahii.n milege duujaa, nahii.n milegaa duujaa chhoTii sI ... siikhaa nahii.n hamaare dil ne pyaar me.n dhiiraj khonaa aag me.n jal ke bhI jo nikhaare, hai vohii sachchaa sonaa, hai vohI sachchaa sonaa chhoTii sii ... dil kI daulat mat Thukaraao, dekho pachhatAoge aaj chale jaate ho jaise, lauT ke bhI aaoge, lauT ke bhI aaoge chhoTii sI ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.