% % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % (qusuur aap kA, huzuur aap kA meraa naam lIjiye nA mere baap kaa) - 3 ## left right! left right! right turn ! left right! left right! about turn ! ## gusse ko chho.Diye, dhiire dhiire boliye merI sarakaar jaraa aa.Nkho.n ko kholiye faishan ko bhuul ke, aao jaraa hosh me.n dhokhe me.n aao nA javaanii ke josh me.n fAyadaa hai kyA jhuuThii Tiip-Taap kA mere naam lIjiye nA mere baap kA qusuur aap kA ... ahaa ahaa, hai hai hai oho oho hii hii koI baat kIjiye to pahale tol ke chaliye nA chaal aise Dol-Dol ke husn kA huzuur ko ba.Daa maan hai husn chaar roz kA mehamaan hai kahaa.n jAyegaa Guruur aap kA mere naam lIjiye nA mere baap kA qusuur aap kA ... ## left right! left right! about turn ! ## %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.