% % Contributor: Hrishikesh K. Joshi (mathkjx@gsusgi2.Gsu.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: Pyare Bharatiya bhaiyo tatha beheno (ek ko rahane de... % ek ko rahane de). Mujhe asha hai ki aap ko ye ghazl pasand aayegi. % Main sirf itna jaanta hoon ki isse Jagjit Singh aur Lata Mangeshkarji ne % solo main gaya hai. Haal hee main ise Anuradha Paudwal ne bhi gaya hai... % % ra.njish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa - 2 aa phir se mujhe chho.D ke jAne ke liye aa ra.njish hii sahii ... kis kis ko bataaye.nge judaaii kA sabab ham - 2 rasmo.n rahe duniyA hii nibhaane ke liye aa aa aa ra.njish hii sahii ... pahale ... pahale se marAsim nA sahii phir bhI kabhI to - 2 tuu bhI to kabhI mujhako manaane ke liye aa ra.njish hii sahii ... tujhako ... tujhako bahut aate hai.n, nA aane ke bahaane - 2 vaise hii kisii roz nA jaane ke liye aa aa aa ra.njish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.