% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Editor: % % pattaa pattaa buuTaa buuTaa haal hamaaraa jaane hai, pattaa pattaa... jaane na jaane gul hii na jaane baag to saaraa jaane hai, pattaa pattaa... koii kisii ko chaahe, to kyuu.n gunaah samajhate hai.n log koii kisii kii khaatir, tarase agar to ha.Nsate hai.n log begaanaa aalam hai saaraa, yahaa.N to koii hamaaraa dard nahii.n pahachaane hai, pattaa pattaa... chaahat ke gul khile.nge, chalatii rahe hazaar aa.Ndhiyaa.N ham to kisii chaman me.n, baa.Ndhe.nge pyaar kaa aashiyaa.N ye duniyaa bijalii giraae, ye duniyaa kaa.NTe bichhaae ishq magar kab maane hai, pattaa pattaa... dikhalaae.nge jahaa.N ko, kuchh din jo zindagaanii hai aur kaise na ham mile.nge, hamane bhii dil me.n Thaanii hai aur abhii matavaale dilo.n kii, muhabbat vaale dilo.n kii baat koii kyaa jaane hai, pattaa pattaa... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.