% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Parag Chhibber (usp_pchhibbe@sitvxa.stevens-tech.edu) % Editor: % % churaa liyaa hai tum ne jo dil ko nazar nahii churaanaa sanam badal ke merii tum zi.ndagaanii kahii.n badal na jaanaa sanam le liyaa dil, haay meraa dil haay dil lekar mujhako naa bahalaanaa churaa liyaa... churaa liyaa hai ... bahaar ban ke aauu.N kabhii tumhaarii duniyaa me.n guzar na jaae.n ye din kahii.n isii tamannaa me.n tum mere ho, haa.n tum mere ho aaj tum itanaa vaadaa karate jaanaa churaa liyaa ... churaa liyaa hai ... sajaau.ngaa luT kar bhii tere badan kii Daalii ko lahuu jigar kaa duu.ngaa ha.nsii.n labo.n kii laalii ko hai vafaa kyaa, is jahaa.n ko ek din dikhalaa duu.ngaa mai.n diivaanaa churaa liyaa... churaa liyaa hai ... le liyaa dil, haay meraa dil haay dil lekar mujhako naa bahalaanaa churaa liyaa... churaa liyaa hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.