% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: Satyan R. Coorg (satyan@au-bon-pain.lcs.mit.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % meraa juutaa hai jaapaanii, ye pataluun i.ngalistaanii sar pe laal Topii ruusii, phir bhii dil hai hi.ndustaanii meraa juutaa... nikal pa.De hai.n khulii sa.Dak par apanaa siinaa taane - (2) ma.nzil kahaa.N kahaa.N rukanaa hai uupar vaalaa jaane - (2) ba.Dhate jaaye.n ham sailaanii, jaise ek dariyaa tuufaanii sar pe laal... uupar niiche niiche uupar lahar chale jiivan kii - (2) naadaa.N hai.n jo baiTh kinaare puuchhe.n raah vatan kii - (2) chalanaa jiivan kii kahaanii, rukanaa maut kii nishaanii sar pe laal... ho.nge raaje raajaku.Nvar ham biga.De dil shahazaade - (2) ham si.nhaasan par jaa baiThe jab jab kare.n iraade - (2) suurat hai jaanii pahachaanii, duniyaa vaalo.n ko hairaanii sar pe laal... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.