% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K.G. (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: Satyan R. Coorg (satyan@au-bon-pain.lcs.mit.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % ruk jaa o jaane vaalii ruk jaa mai.n to raahii terii ma.nzil kaa nazaro.n me.n terii mai.n buraa sahii aadamii buraa nahii.n mai.n dil kaa - (2) dekhaa hii nahii.n tujhako suurat bhii na pahachaanii tuu aake chalii chham se yuu.N Duubake din paanii - (2) ruk jaa ... mud.hdat se mere dil ke sapano.n kii tuu raanii hai ab tak na mile lekin pahachaan puraanii hai - (2) ruk jaa ... aa pyaar kii raaho.n me.n baaho.n kaa sahaaraa le duniyaa jise gaatii hai us giit ko doharaa le - (2) ruk jaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.