% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Editor: % % ek ajanabii, hasiinaa se, yuu.N mulaakaat, ho ga_ii phir kyaa huaa, ye naa puuchho, kuchh aisii baat, ho ga_ii ek ajanabii ... vo achaanak aa ga_ii, yuu.N nazar ke saamane jaise nikal aayaa ghaTaa se chaa.Nd chehare pe zulfe.n, bikharii huii thii.n din me.n raat ho ga_ii ek ajanabii ... jaan-e-man jaan-e-jigar, hotaa mai.n shaayar agar kahataa Gazal terii adaao.n par mai.n ne ye kahaa to, mujhase Kafaa vo jaan-e-hayaat ho ga_ii ek ajanabii ... khuubasuurat baat ye, chaar pal kaa saath ye saarii umar mujhako rahegaa yaad mai.n akelaa thaa magar, ban ga_ii vo hamasafar vo mere saath ho ga_ii ek ajanabii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.