% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % (alam@ucsu.Colorado.EDU) % Ravi Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % (kar chale ham fidaa jaan-o-tan saathiyo.n ab tumhaare havaale vatan saathiyo.n ) - (2) saa.Ns thamatii ga_ii nabz jamatii ga_ii phir bhii ba.Dhate kadam ko na rukane diyaa kaT gaye sar hamaare to kuchh Gam nahii.n sar himaalay kaa hamane na jhukane diyaa marate marate rahaa baa.Nkaapan saathiyo.n, ab tumhaare ... zi.ndaa rahane ke mausam bahut hai.n magar jaan dene kii rut roz aatii nahii.n husn aur ishq dono.n ko rusavaa kare vo javaanii jo khuu.n me.n nahaatii nahii.n baa.Ndh lo apane sar par kafan saathiyo.n, ab tumhaare ... raah qurbaaniyo.n kii na viiraan ho tum sajaate hii rahanaa naye qaafile fatah kaa jashn is jashn ke baad hai zi.ndagii maut se mil rahii hai gale aaj dharatii banii hai dulhan saathiyo.n, ab tumhaare ... khii.nch do apane khuu.n se zamii.n par lakiir is taraf aane paaye na raavaN koii to.D do haath agar haath uThane lage chhuune paaye na siitaa kaa daaman koii raam bhii tum tumhii.n lakshmaN saathiyo.n, ab tumhaare ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.