% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Venkat Gopalakrishnan (gopala@martin.cs.wisc.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % kisiikii muskuraahaTo.n pe ho nisaar kisiikaa dard mil sake to le udhaar kisiike vaaste ho tere dil me.n pyaar jiinaa isii kaa naam hai kisiikii ... (maanaa apanii jeb se fakiir hai.n phir bhii yaaro.n dil ke ham amiir hai.n ) - (2) miTe jo pyaar ke liye vo zindagii jale bahaar ke liye vo zindagii kisii ko ho na ho hame.n to aitabaar jiinaa isii kaa naam hai (rishtaa dil se dil ke aitabaar kaa zindaa hai hamii.n se naam pyaar kaa ) - (2) ke mar ke bhii kisii ko yaad aaye.nge kisii ke aa.Nsuo.n me.n muskuraaye.nge kahegaa phuul har kalii se baar baar jiinaa isii kaa naam hai %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.