% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Vandana Venkatesan (vandana@ece.scarolina.edu) % Arati Deo (arati@taj.rice.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % lataa: jiivan kii bagiyaa mahakegii, lahakegii, chahakegii khushiyo.n kii kaliyaa.N jhuume.ngii, jhuule.ngii, phuule.ngii jiivan kii bagiyaa ... lataa: vo meraa hogaa, vo sapanaa teraa hogaa milajul ke maa.ngaa, vo teraa meraa hogaa jab jab vo muskuraaegaa, apanaa saveraa hogaa ... tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa, aayegaa phir se bachapan hamaaraa jiivan kii bagiyaa ... kishor: ham aur ba.ndhe.nge, ham tum kuchh aur ba.ndhe.nge hogaa koii biich, to ham tum aur ba.ndhe.nge baa.ndhegaa dhaagaa kachchaa, ham tum tab aur ba.ndhe.nge ... tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa aayegaa phir se bachapan hamaaraa jiivan kii bagiyaa ... lataa: meraa raajadulaaraa, vo jiivan praaN hamaaraa phuulegaa ek phuul, khilegaa pyaar hamaaraa din kaa vo suuraj hogaa, raato.n kaa chaa.nd sitaaraa ... tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa aayegaa phir se bachapan hamaaraa jiivan kii bagiyaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.