% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % Here is a Rafi solo from 'Tere Ghar ke Saamne'. % % Dev walks on the rain-drenched streets looking for Nutan and % finally she comes out in the balcony of her house.. % % Have a nice day! % % bye % satish % tuu kahaa.N, ye bataa, is nashiilii raat me.n maane naa meraa dil diivaanaa haay re ... maane naa meraa dil diivaanaa he ... ba.Daa naTakhaT hai samaa - 2 har nazaaraa hai javaa.N chhaa gayaa chaaro.n taraf, merii aaho.n kaa dhuaa.N dil meraa, merii jaa.N, naa jaanaa ... tuu kahaa.N ... o o ... aaii jab Tha.nDii havaa - 2 maine puuchhaa jo pataa vo bhii kataraake gaI, aur bechain kiyaa pyaar se, tuu mujhe, de sadaa ... tuu kahaa.N ... he ... chaa.nd taaro.n ne sunaa - 2 in bahaaro.n ne sunaa dard kaa raag meraa, rahaguzaaro.n ne sunaa tuu bhii sun, jaaneman, aa bhii jaa ... tuu kahaa.N ... o o ... pyaar kaa dekho asar - 2 aae tum thaame jigar mil gaI aaj mujhe, merii manachaahii Dagar kyuu.N chhupaa, ek jhalak, phir dikhaa ... tuu kahaa.N ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.