% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan P. Parrikar (parrikar@csn.org) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aashaa: ## in an incredulous tone ## kyaa?? kishor: ## in a slow, mellow tone ## ham jab ho.nge saaTh saal ke, aur tum hogii pachapan kii bolo priit nibhaaogii naa, tab bhii apane bachapan kii aashaa: ## in orgasmic ecstasy coupled with surprise ## kyaa? kyaa? kyaa? kyaa? kishor: ## clearing his throat and imitating an old man the first time around with Asha laughing hysterically ## ham jab ho.nge saaTh saal ke, aur tum hogii pachapan kii bolo priit nibhaaogii naa, tab bhii apane bachapan kii aashaa: tum jab ho.nge saaTh saal ke, aur mai huu.Ngii pachapan kii priit kii jyot jalaauu.ngii mai.n, tab bhii apane bachapan kii kishor: haa.N, baaho.n kaa sahaaraa ho jab, laka.Dii kyuu.N ham Teke.nge aa.Nkh bhale dhu.Ndhalii ho jaae, dil kii nazar se dekhe.nge aa.Nkho.n me.n tum yuu.Nhii.n dekhanaa, kyaa hai zaruurat darapan kii bolo priit nibhaaogii naa, tab bhii apane bachapan kii aashaa: tum jab ho.nge ... aashaa: ruup kii ye mastaanii dhun, ek din to Dhal jaaegii aur qismat bhii chehare pe, samay kaa ra.ng mal jaaegii tum tab kahii.n badal naa jaanaa, qasam tumhe.n is dha.Dakan kii bolo priit nibhaaoge naa, tab bhii apane bachapan kii kishor: haa.N, Tha.nDii me.n tum ## sweater ## buonaa, ham laka.Dii chun laae.nge bachcho ke sa.ng bachche ban kar, ham dono tutalaaye.nge milajul kar ham saath rahe.nge, baat na hogii anaban kii bolo priit nibhaaogii naa, tab bhii apane bachapan kii aashaa: tum jab ho.nge ... kishor: ## in teasing mode by this time Asha has gone nuts! ## ham jab ho.nge ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.