% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Vandana Venkatesan (vandana@ece.scarolina.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % The magic of b&w movies is captured beautifully in this song, Raj % Kapoor and Nargis on a boat, the moon shining on them making every- % -thing look ethereal. lataa: dam bhar jo udhar mu.Nh phere dam bhar jo udhar mu.Nh phere, o cha.ndaa mai unase pyaar kar luu.ngii, baate.n hazaar kar luu.ngii dil karataa hai pyaar ke sajade - 2 aur mai.n bhii unake saath chaa.nd ko cha.ndaa roz hii dekhe merii pahalii raat, ho ... merii pahalii raat baadal me.n ab chhup jaa re o cha.ndaa mai unase pyaar kar ... mukesh: dam bhar jo udhar mu.Nh phere dam bhar jo udhar mu.Nh phere, o cha.ndaa mai unase pyaar kar luu.ngaa, nazare.n to chaar kar luu.ngaa mai chor huu.N kaam hai chorii - 2 duniyaa me.n huu.N badanaam dil ko churaataa aayaa huu.N mai yehii meraa kaam, ho ... yehii meraa kaam aanaa tuu gavaahii dene o cha.ndaa mai unase pyaar kar luu.ngaa, nazare.n to chaar kar luu.ngaa lataa: dil ko churaake kho mat jaanaa - 2 raah na jaanaa bhuul in kadamo.n se kuchal naa denaa mere dil kaa phuul, ho ... mere dil kaa phuul ye baat unhe.n samajhaa de o cha.ndaa mai unase pyaar kar luu.ngii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.