laakho.n taare aasamaan me.n, ek magar Dhuu.nDe naa milaa


Song Title: laakho.n taare aasamaan me.n, ek magar Dhuu.nDe naa milaa
Movie Name: Hariyali Aur Rasta
Actor(s)/Actress(es): Manoj Kumar, Mala Sinha
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Shankar, Jaikisan
Lyricist(s): Shailendra
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Jasjit Singh (jasjit@cc.gatech.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
laakho.n taare aasamaan me.n, ek magar Dhuu.nDhe naa milaa
dekhake duniyaa kii diivaalii, dil meraa chupachaap jalaa
dil meraa chupachaap jalaa ...

qismat kaa hai naam magar, kaam hai ye duniyaa vaalo.n kaa
phuu.nk diyaa hai chaman hamaare Kvaabo.n aur khayaalo.n kaa
jii karataa hai khud hii gho.nT de.n, apane aramaano.n kaa galaa
dekhake duniyaa kii diivaalii ...

sau-sau sadiyo.n se lambii ye Gam kii raat nahii.n Dhalatii
is a.ndhiyaare ke aage ab ai dil ek nahii.n chalatii
ha.nsate hii luT gaI chaa.Ndanii, aur uThate hii chaa.Nd Dhalaa
dekhake duniyaa kii diivaalii ...

maut hai behatar is haalat se, naam hai jisakaa majabuurii
kaun musaafir tay kar paayaa, dil se dil kii ye duurii
kaa.nTo.n hii kaa.nTo.n se guzaraa, jo raahii is raah chalaa
dekhake duniyaa kii diivaalii ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .