% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Private Eye (an36002@anon.penet.fi) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % (duniyaa banaane vaale, kyaa tere man me.n samaaI kaaheko duniyaa banaaI, tuune kaaheko duniyaa banaaI ) - 2 kaahe banaae tuune maaTii ke putale, dharatii ye pyaarii pyaarii mukha.De ye ujale kaahe banaayaa tuune duniyaa kaa khelaa - 2 jisame.n lagaayaa javaanii kaa melaa gup-chup tamaashaa dekhe, vaah re terii khudaaI kaaheko duniyaa banaaI, tuune kaaheko duniyaa banaaI ... tuu bhii to ta.Dapaa hogaa man ko banaakar, tuufaa.n ye pyaar kaa man me.n chhupaakar koI chhavi to hogii aa.Nkho.n me.n terii - 2 aa.Nsuu bhii chhalake ho.nge palako.n se terii bol kyaa suujhii tujhako, kaaheko priit jagaaI kaaheko duniyaa banaaI, tuune kaaheko duniyaa banaaI ... priit banaake tuune jiinaa sikhaayaa, ha.nsanaa sikhaayaa, ronaa sikhaayaa jiivan ke path par miit milaae - 2 miit milaake tuune sapane jagaae sapane jagaake tuune, kaahe ko de dii judaaI kaaheko duniyaa banaaI, tuune kaaheko duniyaa banaaI ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.