% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Dinesh K. Prabhu (prabhu@amelia.nas.nasa.gov) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % (tadabiir se biga.Dii huI taqadiir banaa le, taqadiir banaa le apane pe bharosaa hai to ye daa.nv lagaa le, lagaa le daa.nv lagaa le ) - 2 (Darataa hai zamaane kii nigaaho.n se bhalaa kyuu.N nigaaho.n se bhalaa kyuu.N ) - 2 insaaf tere saath hai ilazaam uThaa le, ilazaam uThaa le apane pe bharosaa hai.n to ye daa.nv lagaa le lagaa le daa.nv lagaa le (kyaa khaak vo jiinaa hai jo apane hii liye ho apane hii liye ho ) - 2 khud miTake kisii aur ko miTane se bachaa le apane pe bharosaa hai.n to ye daa.nv lagaa le lagaa le daa.nv lagaa le TuuTe hue patavaar hai.n kashtii ke to ham kyaa haarii huI baaho.n ko hii patavaar banaa le, patavaar banaa le apane pe bharosaa hai.n to ye daa.nv lagaa le, lagaa le daa.nv lagaa le tadabiir se biga.Dii huI ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.