% % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: % Credits: Rajan Parrikar % Prateek Verma % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % sab kuchh siikhaa hamane naa siikhii hoshiyaarii sach hai duniyaavaalo.n ki ham hai.n anaa.Dii duniyaa ne kitanaa samajhaayaa kaun hai apanaa kaun paraayaa phir bhii dil kii choT chhupaa kar hamane aapakaa dil bahalaayaa khud pe mar miTane kii ye zid thii hamaarii (2) sach hai duniyaavaalo.n ki ham hai.n anaa.Dii asalii nakalii chehare dekhe dil pe sau sau pahare dekhe mere dukhate dil se puuchho kyaa kyaa khvaab sunahare dekhe TuuTaa jis taare pe nazar thii hamaarii (2) sach hai duniyaavaalo.n ki ham hai.n anaa.Dii dil kaa chaman uja.Date dekhaa pyaara kaa ra.nga utarate dekhaa hamane har jiine vaale ko dhan daulat pe marate dekhaa dil pe marane vaale mare.nge bhikhaarii (2) sach hai duniyaavaalo.n ki ham hai.n anaa.Dii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.