% % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.ndsu.nodak.edu) % Transliterator: % Credits: Rajan Parrikar % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Himanshu Bhatt (bhatt@ticipa.pac.sc.ti.com) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % (hoTho.n pe sachchaaii rahatii hai jahaa.n dil me.n safaaii rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai ) - 2 (mehamaa.n jo hamaaraa hotaa hai vo jaan se pyaaraa hotaa hai ) - 2 zyaadaa kii nahii.n laalach hamako tho.De me guzaaraa hotaa hai - 2 bachcho.n ke liye jo dharatii maa.N sadiyo.n se sabhii kuchha sahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai (kuchh log jo zyaadaa jaanate hai.n insaan ko kam pahachaanate hai.n ) - 2 ye puurab hai puurabavaale har jaan kii kiimat jaanate hai.n - 2 mil jul ke raho aur pyaar karo ek chiiza yahii jo rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai (jo jisase milaa sikhaa hamane gairo.n ko bhii apanaayaa hamane ) - 2 matalab ke liye andhe hokar roTii ko nahii puujaa hamane - 2 ab ham to kyA saarii duniyaa saarii duniyaa se kahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai hoTho.n pe sachchaaii rahatii hai jahA.n dil me.n safaaii rahatii hai ham us desh ke vaasii hai.n, ham us desh ke vaasii hai.n jis desh me.n ga.ngaa bahatii hai %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.