% % Contributor: Surinder P. Singh (surinder@eng.umd.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % ye dil diivaanaa hai, dil to diivaanaa hai diivaanaa dil hai ye dil diivaanaa kaisaa bedardii hai, isakii to marzii hai jab tak javaanii hai, ye rut suhaanii hai nazare.n judaa naa ho.n, aramaa.n khafaa naa ho.n dilakash bahaaro.n me.n, chhupake chanaaro.n me.n yU.n hii sadaa ham tum, baiThe rahe.n gumasum vo bevafaa jo kahe hamako jaanaa hai ye dil, ye dil divaanaa hai ... bechain rahataa hai, chupake se kahataa hai mujhako dha.Dakane do, sholaa bha.Dakane do kaa.NTo.n me.n kaliyo.n me.n, saajan kii galiyo.n me.n feraa lagaane do, chho.Do bhii jaane do kho to na jaaU.ngaa, mai.n lauT aaU.ngaa dekhaa sune samajhe achchhaa bahaanaa hai ye dil, ye dil divaanaa hai ... saavan ke aate hii, baadal ke chhaate hii phUlo.n ke mausam me.n, phUlo.n ke mausam me.n chalate hii puravaaii, milate hI tanhaaii ulajhaake baato.n me.n, kahataa hai raato.n me.n yaado.n me.n kho jaaU.n, jal_dii se so jaaU.n kyo.nke saa.Nvariyaa ko sapano.n me.n aanaa hai ye dil, ye dil divaanaa hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.