% % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ye ha.Nsataa huaa kAravaa.n zindagii kaa naa pUchho chalaa hai kidhar tamannaa hai saath chalate rahe.n ham naa bIte kabhii ye safar zamii.n se sitaaro.n kii duniyaa me jaaye.n (kahaa.N?) vahaa.N bhii yahii giit ulfat ke gaaye.n (achchhaa?) muhabbat kii duniyaa ho Gam se begaanaa rahe naa kisii kaa bhii Dar (ajii Dar kis baat kaa?) ye ha.Nsataa huaa ... bahaaro.n ke din ho javaa.n ho nazaare (ah haa haa) ha.Nsii.n chaa.Ndanii ho, nadii ke kinaare (kyaa baat hai) na aaye jahaa.n bhUlakar badanasiib banaaye.n vahii.n apanaa ghar ... ye ha.Nsataa huaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.