% % Contributor: Preeti Ranjan Panda on RMIM (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % yaa dil kii suno duniyaavaalo.n yaa mujhako abhii chup rahane do mai.n Gam ko khushii kaise kah duu.N jo kahate hai.n unako kahane do ye phUl chaman me kaisaa khilaa maalii kii nazar me pyaar nahii.n ha.Nsate hue kyaa kyaa dekh liyaa ab bahate hai.n aa.Nsuu bahane do yaa dil kii suno ... ek khvaab khushii kaa dekhaa nahii.n dekhaa jo kabhii to bhUl gaye maanaa ham tumhe.n kuchh de naa sake jo tumane diyaa vo sahane do yaa dil kii suno ... kyaa dard kisii kaa legaa koI itanaa to kisii me.n dard nahii.n bahate hue aa.Nsuu aur bahe.n ab aisii tasallii rahane do yA dil kii suno ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.