% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Vandana (vandana@charlie.ece.scarolina.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n gar tum par naa marate to jiinaa thaa aasaan mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n (chaahat ke sa.ndesh lekar aatii hai shaam gar tum bhii aa jaate to aa jaataa aaraam ) - 2 dil kii bastii bas hii jaatii merii har dha.Dakan ye gaatii tum aate to mujhapar hotaa kitanaa ba.Daa ehasaan bin dekhe aur bin pahachaane ... (bekal mere aramaa.n, bekal hai meraa pyaar kabase mai.n karataa huu.n tumhaaraa intazaar ) - 2 kabase merii baahe.n suunii jiivan kii ye raahe.n suunii tum bin kaise puure ho.nge dil me.n base aramaan bin dekhe aur bin pahachaane ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.