% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai% Credits: Preetham Gopalaswamy % Samiuddin Mohammed % Editor: Anurag Shankar % Last Modified: 09/18/1996 % % yaad me.n terI jaag-jaag ke ham raat bhar karavaTe.n badalate hai.n har gha.Dii dil me.n terI ulfat ke dhiime dhiime chiraaG jalate hai.n jabase tUne nigaah pherii hai din hai suunaa to raat a.ndherii hai chaa.Nd bhI ab najar nahii.n AtA ab sitaare bhI kam nikalate hai.n yaad me.n terI jaag-jaag ke ham ... luT gayii vo bahaar kI mahafil chhuT gayii hamase pyaar kI ma.nzil zi.ndagii kI udaas rAho.n me.n terI yaado.n ke sAth chalate hai.n yaad me.n terI jaag-jaag ke ham ... tujhako paakar hame.n bahaar milii tujhase chhuTakar magar ye baat khulii baaGabaan hii chaman ke phuulo.n ko apane pairo.n se khud masalate hai.n yaad me.n terI jaag-jaag ke ham ... kyA kahe.n tujhase kyuu.n huii duurii ham samajhate hai.n apanii majabuurii tujhako maaluum kyA ke tere liye dil ke gam aa.Nsuo.n me.n Dhalate hai.n yaad me.n terI jaag-jaag ke ham ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.