% % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jhUmatii chalii havaa, yaad aa gayaa koI bujhatii bujhatii aag ko, phir jalaa gayaa koI jhUmatii chalii havaa ... kho ga_ii hai.n ma.nzile.n, miT gaye hai.n raaste gardishe.n hii gardishe.n, ab hai.n mere vaaste ab hai.n mere vaaste aur aise me.n mujhe, phir bulaa gayaa koI jhUmatii chalii havaa ... chup hai.n chaa.Nd chaa.Ndanii, chup ye aasamaan hai miiThii miiThii nii.nd me.n, so rahaa jahaan hai so rahaa jahaan hai aaj aadhii raat ko, kyo.n jagaa gayaa koI jhUmatii chalii havaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.