% % Contributor: % Transliterator: R. Gopalakrishnan (gopalakr@cis.udel.edu) % Credits: % Editor: % % kaalii ghaTaa chhaaye moraa jiyaa tarasaaye aise me.n kahii.n koii mil jaaye re bolo kisii kaa kyaa jaaye re, kyaa jaaye re, kyaa jaaye kaalii ... huu.N mai.n kitanii akelii vo ye jaanate - 2 mere bera.ng jiivan ko pahachaanate mere haatho.n ko thaame.n ha.Nse aur ha.Nsaaye, merA dukh bhulaaye kisii kaa kyaa jaaye kaalii ... unhii bagiyan me.n Dolan me.n khoyii huii na to jaagii huii sii na soyii huii mere baalo.n me koii dhiire se aaye, kalii thak jaaye (?) kisii kaa kyaa jaaye kaalii ... usake rahe.n takun talamalAtii phirU.N (?) har aahaT pe naina bichhatii phirU.N vo jo aayegaa kal na kyU.N aaj aaye, meraa man basaaye kisii kaa kyaa jaaye kaalii ... % %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.