% % Contributor: Ravi Sriniwas (@gatech.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % phailii huii.n hai.n sapano.n kii baahe.n aajaa chala de.n kahii.n dUr vahii.n merI manzil vahii.n terI rAhe.n aajaa chala de.n kahii.n dUr uu.Nche ghaaT ke sa.ng tale chhip jaae.n dhu.ndhalii fizaa me.n kuchh khoe.n kuchh paaye.n dha.Dakan kii lay par koii aisI dhun gaaye.n dede jo dilako dilakii panaahe.n aajaa chala de.n kahii.n duur ... dhuul Dhalakataa (?) ghire ghire ham ghuume.n ambar to kyA hai taaro.n ke bhI lab chhUle.n mastii me.n jhuule.n aur saare Gam bhuule.n piichhe nA dekhe.n mu.Dakar vo raahe.n aajaa chala de.n kahii.n duur ... phailii huii.n hai.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.