% % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: % Editor: % % % Comments: Order of verses maybe wrong % jaae.n to jaae.n kahaa.N - 2 samajhegaa, kaun yahaa.N, dard bhare dil kii zubaa.N jaae.n to jaae.n kahaa.N ... maayuusiyo.n kaa, majamaa hai jii me.n kyaa rah gayaa hai, is zi.ndagii me.n maayuusiyo.n kaa, maayuusiyo.n kaa, majamaa hai jii me.n kyaa rah gayaa hai, is zi.ndagii me.n rUh me.n Gam dil me.n dhuaa.n jaae.n to jaae.n kahaa.N ... apanaa bhii Gam hai, unakaa bhii Gam hai ab dil ke bachanekii, ummiid kam hai apanaa bhii Gam hai, apanaa bhii Gam hai, unakaa bhii Gam hai ab dil ke bachanekii, ummiid kam hai ek kashtii, sau tuufaa.N, jaae.n to jaae.n kahaa.N ... o jaane vaale, daaman chhu.Daa ke mushkil hai jiinaa, tujhako bhulaa ke o jaane vaale, o jaane vaale, daaman chhu.Daa ke mushkil hai jiinaa, tujhako bhulaa ke isase to hai, maut aasaa.N, jaae.n to jaae.n kahaa.N ... siine me.n shole, saaso.n me.n aahe.n is zindagii se, kaise nibaahe.n siine me.n shole, siine me.n shole, saaso.n me.n aahe.n is zindagii se, kaise nibaahe.n har jazabaat hai viiraa.N, jaae.n to jaae.n kahaa.N ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.