% % Contributor: % Transliterator: Anurag Shankar% Credits: Satish Subramanian % Himanshu Gupta % Vishal Ailawadhi % Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Last Modified: 11/22/1996 % Comments: Released in 1982 % % ye din kyo.n nikalatA hai, ye raat kyo.n hotI hai.n ye pii.D kahaa.N se uThatii hai, ye A.Nkh kyo.n rotI hai (mohabbat hai kyA chIz - 2, ham ko batAo ye kisane shurU kI, kisane shurU kI, hame.n bhI sunAo ) - 2 mohabbat hai kyA chIz - 2 (bahakatA hai badan kaise, sulagatI hai.n ye saa.Nse.n kyo.n ye kaise aag hotI hai, pighalatI hai ye shamA kyo.n ) - 2 jal uThI shamA to machal kar, parvAnA aa gayA aag ke dAman me.n, apane Ap ko lipaTA diyA hamane pUchhA dUsare kI, aag me.n rukA hai kyA - 2 kuchh nA bolA, kuchh nA bolA, kuchh nA bolA apanI dhun me.n bas yahI gAtA rahA mohabbat hai kyA chIz ... ek din guzare jo ham, makade ke mo.D se ek makash zarA ta, may se rishtA jo.D ke (?) hamane pUchhA kisI liyA tU, umar bhar bItA rahA - 2 kuchh nA bolA, kuchh nA bolA, kuchh nA bolA apanI dhun me.n bas yahI gaatA rahA mohabbat hai kyA chIz ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.