% % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jul 9 16:27:41 EDT 1995 % Credits: Rajiv Shridhar ?!! % Editor: % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [23] % there is really no need to say for this gem except that % the last para has "jhooTee" and NOT "jhooThee". reason? % even though the correct word is "jhooThee", but Lata sings it % as "jhooTee". I lost a point in antakshari on another song % that ended in "jhooTaa", so I listened this song carefully. % Lata does say "jhooTee" :-( % The taan in the end of first line of each antara, is very good! % % jo mai.n aisaa jaanatii ke priit kiye dukh hoy o, nagar Dhi.nDhoraa piiTatii ke priit na kariyo koy mohe bhuul gae saa.Nvariyaa, bhuul gae saa.Nvariyaa -2 aavan kah gaye, ajahu.n na aaye -2 liinii na morii khabariyaa mohe bhuul gae... (dil ko di_e kyo.n dukh birahaa ke to.D diyaa kyo.n mahal banaa ke) -2 aas dilaa ke o bedardii -2 pher lii kaahe najariyaa mohe bhuul gae... (nain kahe ro-ro ke sajanaa dekh chuke ham pyaar kaa sapanaa) -2 priit hai jhuuTii, priitam jhuuTaa -2 jhuuTii hai saarii nagariyaa mohe bhuul gae... % % -- ShashiKant Joshi urf Pintu Diwana %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.