% % Contributor: Subramanya Rao (subbu@ee.cornell.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Tue Aug 8 17:12:01 EDT 1995 % Credits: Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % (ra.Ngiilaa re, tere ra.Ng me.n yuu.N ra.Ngaa hai meraa man chhaliyaa re, na bujhe hai kisii jal se yah jalan) - 2 o ra.Ngiilaa re palako.n ke jhuule se sapano.n kii Dorii pyaar ne baa.Ndhii jo tuune vo toDii khel yah kaisaa re, kaisaa re saathii diyaa to jhuume.n hai.n roye hai.n baakii kahii.n bhii jaaye re, roye yaa gaaye re chain na paaye re hiyaa vaah re pyaar vaah re vaah ra.Ngiilaa re ... ra.Ngiilaa o ra.Ngiilaa mai.nne to sii.nchii re terii ye raahe.n - 2 baaho.n me.n terii kyo.n auro.n kii baahe.n kaise tuu bhuulaa vo phuulo.n sii raate.n samajhii jab aa.Nkho.n ne aa.Nkho.n kii baate.n aa.Nv bhar jhuuThaa re, sapanaa har TuuTaa re phir bhii tuu ruuThaa re piyaa vaah re pyaar vaah re vaah ra.Ngiilaa re, ra.Ngiilaa re %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.