% % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Aug 9 09:55:41 EDT 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % dhiire dhiire machal ai dil-e-beqaraar koii aataa hai yuu.N ta.Dapake na ta.Dapaa mujhe baalamaa koii aataa hai dhiire dhiire ... usake daaman kii Kushabuu havaao.n me.n hai usake kadamo.n kii aahaT fazaao.n me.n hai mujhako karane de, karane de solah shri.ngaar koii aataa hai dhiire dhiire machal... ruuThakar pahale jii bhar sataauu.Ngii mai.n jab manaae.nge vo, maan jaauu.Ngii hai.n mujhako karane de, karane de solah shringaar koii aataa hai dhiire dhiire machal... mujhako chhune lagi.n usakii parchhaaiyaa.N dilake nazdiik bajatii hai.n shahanaaiyaa.N mere sapano.n ke aa.Ngan me.n gaataa hai pyaar koii aataa hai dhiire dhiire machal... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.