% % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 17 11:16:58 EDT 1995 % Credits: Vinod Jairaj (vjairaj@black.weeg.uiowa.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % (bahanaa ne bhaaii kii kalaaii se bahanaa ne bhaaii kii kalaaii se pyaar baa.Ndhaa hai pyaar ke do taar se, sa.Nsaar baa.Ndhaa hai resham kii Dorii se -2 resham kii Dorii se sa.Nsaar baa.Ndhaa hai) -2 su.ndarataa me.n jo kanhaiyaa hai mamataa me.n yashodaa maiyyaa hai vo aur nahii.n duujaa koii vo to meraa raajaa bhaiyaa hai bahanaa ne bhaaii... meraa phuul hai tuu, talvaar hai tuu merii laaj kaa paharedaar hai tuu mai.n akelii kahaa.N is duniyaa me.n meraa saaraa sa.Nsaar hai tuu bahanaa ne bhaaii... hame.n duur bhale kismat kar de apane man se na judaa karanaa saavan ke paavan din bhaiyaa bahanaa ko yaad kiyaa karanaa bahanaa ne bhaaii... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.