% % Contributor: Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Sep 7 10:53:56 EDT 1995 % Credits: preetham@connectinc.com (Preetham Gopalaswamy) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % ki: huu.N..., kyaa mausam hai... la: aa aa... ki: ai diivaane dil are, chal kahii.n duur nikal jaae.n la: aa... ki: chal kahii.n duur nikal jaae.n koii ham-dam hai la: aa... ki: chaahat ke kaabil to kis li_e ham sambhal jaae.n la: aa... ki: chal kahii.n duur nikal jaae.n la: jhuum ke jab jab kabhii do dil gaate hai.n chaar kadam chalate hai.n phir kho jaate hai.n ki: he he he, aisaa ho to kho jaane do mujhako bhii aaj, ke kyaa kam hai la: aa... ki: do pal ko raahii are, mil jaae.n bahal jaae.n la: aa... ki: chal kahii.n duur nikal jaae.n ra: ye mastiyaa.N, ye bahaar dil ho chalaa bekaraar mai.n girataa huu.N mujhe thaam lo bhiige labo.n se meraa naam lo la: duniyaa ko ab do nazar kyo.n aae.n ham itane kariib aao ke ik ho jaae.n ham ke ik ho jaae.n ham dono.n: ke ik ho jaae.n ham ra: ke ik ho jaae.n ham la: huu.N, khoe se ham, khoii sii ma.nzil achchhaa hai sambhal jaae.n ki: chal kahii.n duur nikal jaae.n la: aa... achchhaa hai sambhal jaae.n ki: chal kahii.n duur nikal jaae.n la: achchhaa hai sambhal jaae.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.